Roman script

tere bina jiya na jaye

socha na jaye tere bina tere bina

tere bina jiya na jaye

socha na jaye tere bina tere bina

dil de ke jaana, jaan de ke jaana

kurbat kya hai, mohabbat kya hai

duniya ki daulat mil bhi jaye to

tu na mila to kuch na mila

meri wafa ko na aazmaana

ye na bhool jaana

ki main hoon tera, tera apna

tere bina jiya na jaye

socha na jaye tere bina tere bina

milna hamara, iss zindagi mein

sapna nahi, haqeeqat hai ye

tum jo na jeeto, kuch bhi nahi hai

ye jaan lo, ye maan lo

meri wafa ko na aazmaana

ye na bhool jaana

ki main hoon tera, tera apna

tere bina jiya na jaye

socha na jaye tere bina

tere bina tere bina

Explore this song