Roman script

tere bina ek pal, tere bina ek pal, suna ye jahan

tere bina ek pal, tere bina ek pal, suna ye jahan

ho tere bina ek pal, main jeeya ab agar

ho tere bina ek pal, main jeeya ab agar

to dard ki aagosh mein so jaaunga

tere bina ek pal, main jeeya ab agar

to dard ki aagosh mein so jaaunga

dhundhegi tu mujhe, baadalo mein sada

dhundhegi tu mujhe, baadalo mein sada

aasmano ka main ho jaaunga

tere bina ek pal

besabab tu gaya, ghamjada main huwa

tere bin ab yahan, bewajah main jeeya

besabab tu gaya, ghamjada main huwa

tere bin ab yahan, bewajah main jeeya

laut kar tu nahi, aayi to main yahan

laut kar tu nahi, aayi to main yahan

raat ki raahon mein, kho jaaunga

tere bina ek pal

tere bina ek pal, tere bina ek pal, suna ye jahan

tere bina ek pal, tere bina ek pal, suna ye jahan

kyun meri har duwa, ban gayi baduwa

aisa maine kya kiya, ho gayi tu khafa

kyun meri har duwa, ban gayi baduwa

aisa maine kya kiya, ho gayi tu khafa

sahmi sahmi hai ghata, thahri thahri hai hawa

begana main khud se ho jaaunga

tere bina ek pal, main jeeya ab agar

ho tere bina ek pal, main jeeya ab agar

to dard ki aagosh mein so jaaunga

dhundhegi tu mujhe, baadalo mein sada

dhundhegi tu mujhe, baadalo mein sada

aasmano ka main ho jaaunga

tere bina ek pal

tere bina ek pal, tere bina ek pal, suna ye jahan

tere bina ek pal, tere bina ek pal, suna ye jahan

tere bina ek pal, tere bina ek pal, suna ye jahan

tere bina ek pal, tere bina ek pal, suna ye jahan

Explore this song