Roman script

tere bina bhi nahi ji sakte or

tere bina bhi nahi ji sakte hum

tere bina bhi nahi ji sakte or

tere bina bhi nahi ji sakte

are hona kisi ek ka hai ye humko pata hai

magar kya kare dil se majbur hai hum

tere bina bhi nahi ji sakte or

tere bina bhi nahi ji sakte or

tere bina bhi nahi ji sakte

kya ye raaj hai kaisa andaaj hai

main tera nishana hun wo tera diwana

diwano ka anjaam kya hoga

kya ye pyaar hai kaisa ikraa hai

wada hai kisi se irada hai kisi ka

to fir dil ka kya faisla hoga

are jaise nadiya ke do kinare waise tum do yaar

tum dono do aankhe humko dono se hai pyaar

tere bina bhi nahi ji sakte or

tere bina bhi nahi ji sakte

are hona kisi ek ka hai ye humko pata hai

magar kya kare dil se majbur hai hum

tere bina bhi nahi ji sakte or

tere bina bhi nahi ji sakte or

tere bina bhi nahi ji sakte

satyug ki reet wo kalyug me na chale

paanch pandavo ki thi ek patraani

ye tab tha par ab nahi hoga

satyug ki reet kyu kalyug me na chale

unka dil bhi dil tha humara dil bhi dil hai

jo tab tha wo ab kyu nahi hoga

are yug badle to duniya badle badle har dastur

o badle har dastur badlna hume nahi manjur

tere bina bhi nahi ji sakte or

tere bina bhi nahi ji sakte

are hona kisi ek ka hai ye humko pata hai

magar kya kare dil se majbur hai hum

tere bina bhi nahi ji sakte or

tere bina bhi nahi ji sakte or

tere bina bhi nahi ji sakte

kya khyaal hai walla kamal hai

jamine fat jaye jaagire bat jaye

dilo ka batwara nahi hota

ye dil bhi khub hai kaise mahbub hai

aisa hua na hoga ek dil se pyar do do ka

duniya ko gawara nahi hota

are dil ka aana dil ka jana kaha hai apne hath

kaun kaha kiska ho jaye ye kismat ki baat

tum mere bina bhi nahi ji sakte or

mere bina nahi ji sakte

are hona kisi ek ka hai ye inko pata hai magar kya kare

dil se majbur hai hum

tere bina bhi nahi ji sakte or

tere bina bhi nahi ji sakte or

tere bina bhi nahi ji sakte

Explore this song