Roman script

raate meri raate tere liye hai ye jawa raate 

ab to aaja tu baaho me 

karle zara jawa dil se baat 

ye fir jawani aaye na daubara aaye na 

zara pyar kar lo humdam na tu dar 

tu sitam hum par na kar 

tum ho mere dilwar 

dekho zara meri pyasi nazar 

aaja me tera shabab 

tu hai meri tamnna lajabab 

tujhe main dungi wo khushi tan man ki bekhudi 

mere paas aa jine ka le maza aaja karu main itna wada 

ye fir jawani aaye na daubara aaye na 

zara pyar kar lo humdam na tu dar 

tu sitam hum par na kar

jane tujhe kya ho gaya sanam 

tere bina lage suna suna jahan 

tere shiwa koi nahi mera 

tere bina mujhe kahi mile nahi chain mera 

ye fir jawani aaye na daubara aaye na 

zara pyar kar lo humdam na tu dar 

tu sitam hum par na kar

tujhe main dungi wo khushi tan man ki bekhudi 

mere paas aa jine ka le maza aaja karu main itna wada 

ye fir jawani aaye na daubara aaye na 

zara pyar kar lo humdam na tu dar 

tu sitam hum par na kar

Explore this song