Roman script

tere bin yaara berang bahara

hai raat diwani, naa nind gawara

o karam khudaya hai, tujhe dil me basaya hai

khud tut ke dil mujhko, is mod pe laaya hai

o tere bin yaara berang bahara

hai raat begaani, hai rashq sahara

o tere bin yaara berang bahara

hai raat begaani, na nind gawara

maine chhode hai baki sare raste, bas aaya hu tere waste

meri saanso pe tera naam hai, pehchaan le 

maine chhode hai baki sare raste, bas aaya hu tere waste

meri saanso pe tera naam hai, pehchaan le

maine kiye hazaro minnate, mujhe mili na rab ki rehmate

ik tu hi mera anjaam hai, ye maan le

o karam khudaya hai, tujhe dil me basaya hai

khud tut ke dil mujhko, is mod pe laaya hai

o tere bin yaara berang bahara

hai raat begaani, hai rashq sahara

o tere bin yaara berang bahara

hai raat begaani, na nind gawara

Explore this song