Roman script

tere bin ye jivan hain pyaasa 
koi is pyase dil ki aag bujhaye 
tadapaye mujhe do naina
jinke nashe me ye dil duba jaye 
dil mera jhume jhume jhume 
nashili aankho ko hi dhundhe 
dil mera jhume jhume jhume 
nashili aankho ko hi dhundhe
rango me gum rahte ho kyun 
kyun khud se chhupte ho tum 
rup tera aisa lage 
dil dube ye man jhume
dil mera jhume jhume jhume 
nashili aankho ko hi dhunde 
dil mera jhume jhume jhume 
nashili aankho ko hi dhunde ae ae ae 
chup ho kyun nahi bolte man me kya hain 
kya hain pyasa man  kab se ye ruh se juda 
juda hain
chup ho kyun nahi bolte man me kya hain 
kya hain pyasa man kab se ye ruh se juda 
juda hain
dil mera jhume jhume jhume 
nashili aankho ko hi dhunde 
dil mera jhume jhume jhume 
nashili aankho ko hi dhunde ae ae ae

Song details

Song video

Watch on YouTube