Roman script

tere bin koi bhi pal mujhe bhata nahi sanam 

mujhe tujhse kitna pyaar hai

mujhe tujhse kitna pyaar hai tere pyaar ki kasam

kis baat se darrta hu main mujhko nahi khabar 

bas dolta hai dil mera to idhar kabhi udhar

dil mein jaga bana gaya ek meetha meetha gham

tere bin koi bhi pal mujhe bhaata nahin sanam

apna tumhe na keh saka kya hai mera naseeb 

maine faasle badha liye rehkar tere kareeb

mujhe maaf karna yaar tu itna sa kar karam 

mujhe maaf karna yaar tu itna sa kar karam

mujhe tujhse kitna pyaar hai

mujhe tujhse kitna pyaar hai tere pyaar ki kasam

tere bin koi bhi pal mujhe bhaata nahi sanam 

Explore this song