Roman script

aaja aaja na

tere bin tere bin kahi jiyara lage naa

aaja aaja aaja aaja aaja aaja 

aaja aaja na

tere bin tere bin kahi jiyara lage naa

aaja aaja aaja aaja aaja aaja 

kaise batau tumhe dil ki yeh majburiya

dono ke yeh fasle chhodo bhi yeh duriya

tumko bulane lagi hatho ki yeh chudiya 

tumko bulane lagi hatho ki yeh chudiya 

aaja aaja na

tere bin tere bin kahi jiyara lage naa

aaja aaja aaja aaja aaja aaja

tumko bhi hai yeh pata tumse mujhe pyar hai

iss pyar se kab kaha mujhko inkar hai

shishe ki phir bich me kaisi yeh diwar hai

shishe ki phir bich me kaisi yeh diwar hai

aaja aaja na

tere bin tere bin kahi jiyara lage naa

aaja aaja aaja aaja aaja aaja

itna toh aake bata kya maine ki hai khata

too de raha hai mujhe kis jurm ki yeh saja

aisa naa ho mai kahi kah du tujhe bewafa 

aisa naa ho mai kahi kah du tujhe bewafa 

aaja aaja na

tere bin tere bin kahi jiyara lage naa

aaja aaja aaja aaja aaja aaja 

aaja aaja na

tere bin tere bin kahi jiyara lage naa

aaja aaja aaja aaja aaja aaja 

aaja aaja na aaja aaja aaja aaja aaja aaja

aaja aaja aaja 

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song