Roman script

tere begair meri zindgi ka kya hoga tere begair 
mujhe gam hai ki meri khushi ka kya hoga 
tere begair meri zindgi ka kya hoga tere begair 
chamkate chand sitaro ji nahi lagta 
chamkate chand sitaro ji nahi lagta 
tere begair baharo mein ji nahi lagta 
tere begair baharo mein ji nahi lagta 
mere ji ka kya hoga 
tere begair meri zindgi ka kya hoga tere begair
udaas hoke kahi chup gaya ambar
udaas hoke kahi chup gaya ambar 
sitare dub gaye tera naam le lekar
sitare dub gaye tera naam le lekar
khuda ye jane ke ab chandni ka kya hoga 
tere begair meri zindgi ka kya hoga 
tere begair meri

Song details

Song video

Watch on YouTube