Roman script

tere bagair jane jana sochta hun yahi main diwana

haye tere bagair jane jana sochta hu yahi main diwana

ke akela main jiunga kaise

tere bagair jane jana sochta hun yahi main diwana

ke akela mai jiunga kaise

tere bagair jane jana sochta hun yahi main diwana

ye palke jinme hai mere sapne

ye palke jinme hai mere sapne ye lab jo lagte hai mere apne

inko mai gawa dunga to rahunga kaise, kaise, kaise

tere bagair jane jana sochta hun yahi main diwana

firunga ho ho ke mai preshan

firunga ho ho ke mai preshan chupaye ankho me lakh tufa

gum ke in tufano ko ho main piyunga kaise, kaise, kaise

tere bagair jane jana sochta hun yahi mai diwana

gajab hai jiwan ki tez dhara

gajab hai jiwan ki tez dhara chuda de lahre to sang mara

main tanha kinare tak ho pahuchunga kaise, kaise, kaise

tere bagair jane jana sochta hun yahi main diwana

ke akela main jiunga kaise

Explore this song