Roman script

tere aage bolna dushwaar ho gaya

haye mujhe pa pa pa pyar ho gaya

tere aage bolna dushwaar ho gaya

haye mujhe pa pa pa pyar ho gaya

tere aage bolna dushwaar ho gaya

tu wo katil hai ke aashik dur se bhage

tu wo katil hai ke aashik dur se bhage

ban gaye fande magar ye julf ke dhage

tere aage bolna dushwaar ho gaya

haye mujhe pa pa pa pyar ho gaya

tere aage bolna dushwaar ho gaya

tere hotho ka ye ras aankho ka ye jadu

oho ye kya kah gaya mai hoke bekabu

tere hotho ka ye ras aankho ka ye jadu

oho ye kya kah gaya mai hoke bekabu

ho bada acha agar kuch bhi na samjhe tu

tere aage bolna dushwaar ho gaya

haye mujhe pa pa pa pyar ho gaya

tere aage bolna dushwaar ho gaya

da da da dekho ye halat ho gayi ab to

ka ka ka kayamat ho gayi ab to

da da da dekho ye halat ho gayi ab to

ka ka ka kayamat ho gayi ab to

ho gayi haar ho gayi haar man bhi lo sarkar

ho gayi haar ho gayi haar man bhi lo sarkar

antam pantam chhod de babu

ho gayi teri haar ikdam tikdam kuch na chalega

jeet gaya mera pyar ikdam tikdam kuch na chalega

jeet gaya mera pyar antam pantam chhod de babu

Explore this song