Roman script

tera aana ik pal meri, sanso kaa tham jana

teri meri sanso ka hai, rishta kya anjana

mere tan me, mere man me

mere tan me, mere man me

jagi yeh jhankar kya

naram labon ko chhu gaya jaise pahla chumban pyar kaa

bawara man mera chhed ke puchhe 

yeh tujhe kya hua, kya hua

tera aana ik pal meri, sanso kaa tham jana

teri meri sanso ka hai, rishta kya anjana

tera aana ik pal meri, sanso kaa tham jana

deke lena, leke dena

deke lena, leke dena

rasm hai sansar ki

sab kuchh de ke kuchh na lena, aadat hai yeh pyar ki

aa gale milke puchh le mujhse

tune yeh kya kiya, kya kiya

tera aana ik pal meri, sanso ka tham jana

teri meri sanso ka hai, rishta kya anjana

tera aana ik pal meri, sanso kaa tham jana

Explore this song