Roman script
tera sath hai itna pyara tera sath hai itna pyara kam lagta hai jivan sara tere milan ki lagan me hame aana padega duniya me dubara hame aana padega duniya me dubara maine miane tan man tujh par vara pyas bujhi na karke najara tere milan ki lagan me hame aana padega duniya me dubara hame aana padega duniya me dubara oo, tera sath hai itna pyara jitni tujhme hai ada utni hi wafa utni hi wafa jitna jaha me pyar hai tujhse mujhe mila tujhse mujhe mila badhati jaye ye betabi badhati jaye ye betabi jitna karu najara hame aana padega duniya me dubara hame aana padega duniya me dubara oo, tera sath hai itna pyara pyar ke ek ek pal pe hai so jivan kurban so jivan kurban pyar kabhi marta nahi marte hai insan marte hai insan pyar usi ka jivan hai jo pyar usi ka jivan hai jo tere sath gujara hame aana padega duniya me dubara hame aana padega duniya me dubara oo, tera sath hai itna pyara hame aana padega duniya me dubara hame aana padega duniya me dubara oo, tera sath hai itna pyara tere milan ki lagan me hame aana padega duniya me dubara hame aana padega duniya me dubara hame aana padega duniya me dubara
Song details
- Singer: Sapna Mukherjee
- Singer: Kishore Kumar
- Film / album: Janbaaz (1986)
- Composer: Kalyanji Anandji
- Lyricist: Indeevar
- Actor: Feroz Khan
- Actor: Anil Kapoor
- Actor: Dimple Kapadia
- Actor: Sridevi
- Actor: Amrish Puri
- Actor: Shakti Kapoor
- Actor: Jagdeep
- Actor: Kulbhushan Kharbanda
- Actor: Rekha
- Actor: Raza Murad
- Actor: Aarti Gupta
- Actor: Dalip Tahil
- Actor: Sushma Seth
- Actor: Puneet Issar
- Actor: Tej Sapru
- Actor: Rajesh Vivek
- Actor: Dinesh Hingoo
- Actor: Mushtaq Merchant
- Actor: Asha Sharma
Song video
singer: Sapna Mukherjee, Kishore Kumar
actor: Anil Kapoor, Dimple Kapadia