Roman script
ho al-bari tera aadam mujhko dikhlave hai ki cheez banaye kyu mujhko mere jism se aage samjh na paye ho al-wali bolo aisa kyun hai mujhse paida hua hai jo wo har pal, har dum mujhko kamzor bataye jo thi tere wajud pe duniya baithi hai barud pe duniya mul to sab ko bhul gaya hai jeeti hai ab sud pe duniya saare kaayedein kitabein bhul gye mitti mei sare phul gye mujh mei koi baat nahi koi aukaat nahi tu hi to hai shaan meri tu hi hai gurur kyu dur tera noor zikreilaahi ka jab hai mujh ko surur ulfat ke bin kaha rihai baat kisi ko samjh na aayi phir bhi sabko samaj batata har saudaai zinda jazbat nahi haq mein halaat nhi ka fitur kyu dur tera noor zikreilaahi ka hai mujhko surur kyu dur tera noor
Song details
- Singer: Jyoti Nooran
- Film / album: Tiger Zinda Hai (2017)
- Composer: Vishal Shekhar
- Lyricist: Irshad Kamil
- Actor: Anant Vidhaat Sharma
- Actor: Angad Bedi
- Actor: Anupriya Goenka
- Actor: Danish Bhat
- Actor: Gavie Chahal
- Actor: Girish Karnad
- Actor: Katrina Kaif
- Actor: Kumud Mishra
- Actor: Neha Hinge
- Actor: Paresh Pahuja
- Actor: Paresh Rawal
- Actor: Sajjad Delafrooz
- Actor: Salman Khan
Song video
actor: Salman Khan, Katrina Kaif