Roman script

dil ke bajar daulat nahi dekhi jati

pyar ho jaye to surat nahi dekhi jati

ek ada par ye dilo jan nichawar kar du

mal acha ho to kimat nahi dekhi jati

ulfat ko jamana kya jane ulfat ko jamana kya jane

ulfat se to hamne kam liya tera nam liya dil tham liya

tera nam liya dil tham liya

tera nam liya tera nam liya nam liya nam liya nam liya

tera nam liya dil tham liya tera nam liya

hum bhi to inhi do bato par hum bhi to inhi do bato par

badnam hue ilzam liya ki tera nam liya dil tham liyatera nam liya dil tham liya tera nam liya

nam liya nam liya nam liya tera nam liya dil tham liya

tera nam liya

parda bhi hai or parda bhi nahi

jalwa bhi hai or jalwa bhi nahi

chilman kahi padi ho sarakti jarur hai

dilwalo ki nigah pahuchti jarur hai

kangan ho ya chudiya ho magar bichhadi rat ho

koi na koi chiz khanakti jarur hai

parda bhi hai or parda bhi nahi

jalwa bhi hai or jalwa bhi nahi

jalwa bhi hai or jalwa bhi nahi

andaz yahi dikhlake sanam andaz yahi dikhlake sanam

dil tune sanam bedam liya tera nam liya dil tham liya

tera nam liya dil tham liya tera nam liya tera nam liya

nam liya nam liya nam liya tera nam liya dil tham liya

tera nam liya

jo aag hai tere sine me wo aag idhar bhi jalti hai

tumhare dard betab hamko rat bhar rakha

kabhi takiya idhar rakha kabhi takiya udhar rakha

tumhari rah dekha ki hum bekarari me 

kabhi chokhat par sar rakha kabhi khidki pe sar rakha

jo aag hai tere sine me wo aag idhar bhi jalti hai

diwane teri chahat me kabhi diwane teri chahat me kabhi

hamne bhi nahi aram liya tera nam liya dil tham liya

tera nam liya dil tham liya tera nam liya tera nam liya

nam liya nam liya nam liya tera nam liya dil tham liya

tera nam liya

botle me kaha pyale me kaha masti hai jo teri ankho me

tumhari mad bhari ankho ke ham sarabi hai

hatao feko ye juthi sarab ki botle

nasha jawani me hota hai dil me hota hai

nasha sarab me hota to nachti botle

botle me kaha pyale me kaha

masti hai jo teri ankho me masti hai jo teri ankho me

jis din se milayi tujhse najar jis din se milayi tujhse najar

hatho me na humne jam liya tera nam liya dil tham liya

tera nam liya dil tham liya tera nam liya tera nam liya

nam liya nam liya nam liya tera nam liya dil tham liya

tera nam liya

mane ki na maine tu pyare kahte hai jo hum par biti hai

sabne mahfil ke liye shama banaya mujhko

jiske mai hath lagi usne jalaya mujhko

maine mana ki tu mere liye bechain raha

maine mana ke tu mere liye bechain raha

jane man tune bhi rato ko jagaya mujhko

mane ki na mane tu pyare kahte hai jo hum par biti hai

jab sham dhali jab dard utha jab sham dhali jab dard utha

is dil ne tera nam liya tera nam liya dil tham liya

tera nam liya dil tham liya tera nam liya dil tham liya

tera nam liya dil tham liya tera nam liya tera nam liya

nam liya nam liya nam liya tera nam liya dil tham liya

tera nam liya

Explore this song