Roman script

mujhe tumse hai itne gile ha ha ha  

tum itne din baad mile kyu kyu kyu 

mujhe tumse hai itne gile tum itne din baad mile 

bolo itne din kya kiya, kya kiya, kya kiya, kya kiya

tera naam liya ho o, tujhe yaad kiya ho o

tera naam liya, tujhe yaad kiya 

tujhe yaad kiya, tera naam liya

mujhe tumse hai itne gile tum itne din baad mile 

bolo itne din kya kiya

tera naam liya, tujhe yaad kiya 

tujhe yaad kiya, tera naam liya

apni mummy se meri baat ki nahi, nahi, nahi

mere dady se mulakat ki nahi, nahi, nahi

hera pheri mere sath ki no never, fir or bhla kya kiya

tera naam liya ho o, tujhe yaad kiya ho o

tera naam liya tujhe yaad kiya 

tera naam liya tujhe yaad kiya 

picture ki tickat mangvaye nahi, nahi, nahi

koi achi khabar tum laye nahi, nahi, nahi

kis kaam tum mere aaye, kya pyar me tumne kiya

tera naam liya ho o, tujhe yaad kiya ho o

tera naam liya tujhe yaad kiya 

tujhe yaad kiya tera naam liya

tune meri kasar kuch jani ha, kabhi di koi prem nisani 

koi baat kabhi meri mani, kaisa pyar ye tumne kiya

kya kiya, kya kiya, kya kiya

tera naam liya ho o, tujhe yaad kiya ho o

tera naam liya tujhe yaad kiya 

tujhe yaad kiya tera naam liya

kabhi banungi mai sahzadi abhi, kab milegi hume azadi abhi

kabhi banungi mai sahzadi, abhi yahi chalo, haye ram

ab dil kyo tham liya, tham liya

ram ram ram ram ram ram

tera naam liya ho o, tujhe yaad kiya ho o

tera naam liya tujhe yaad kiya 

tujhe yaad kiya tera naam liya

tera naam liya ho o, tujhe yaad kiya ho o

tera naam liya tujhe yaad kiya 

tujhe yaad kiya tera naam liya

Explore this song