Roman script

koi jal jal mare koi fansi chadhe

koi jal jal mare koi fansi chadhe

kitne ke dilo ko bukhar ho gaya

aaj bhajar bhajar jab faili khabar

ki tera mera mera tera pyar ho gaya

chhod ke duniya ke bandhan ko

do dil hamare mil gaye

haye do dil hamare mil gaye

najro se najre do mili

do unche chaman mein khil gaye

do unche chaman mein khil gaye

ghar wale naraj gussa karta samaj

ghar wale naraj gussa karta samaj

dushaman ye sara sansar ho gaya

aaj bhajar bhajar jab faili khabar

ki tera mera mera tera pyar ho gaya

ho gaya ho gaya ho gaya

ab din hai hamare raate hamari

jo kuch bhi apni marji karo

jo kuch bhi apni marji karo

office ko jao chhuti le aao

hakim se itni harji karo

hakim se itni harji karo

chahe somwar ho chahe budhwar ho

chahe somwar ho chahe budhwar ho

sab apne liye itwar ho gaya

aaj bhajar bhajar jab faili khabar

ki tera mera mera tera pyar ho gaya

ho gaya ho gaya ho gaya

ho tera mera mera tera pyar ho gaya

koi jal jal mare koi fansi chadhe

aaj bhajar bhajar jab faili khabar

ki tera mera mera tera pyar ho gaya

Explore this song