Roman script

yeh dharti yeh ambar jab se, yeh dharti yeh ambar jab se
tera mera prem hai tab se, tera mera prem hai tab se
yeh dharti yeh ambar jab se, yeh dharti yeh ambar jab se
tera mera prem hai tab se, tera mera prem hai tab se
yeh dharti yeh ambar jab se, yeh dharti yeh ambar jab se
deep ne maangi thi jab jyoti, deep ne maangi thi jab jyoti 
seep ne maanga tha jab moti, maine maang liya tujhe rab se 
maine maang liya tujhe rab se, tera mera prem hai tab se
tera mera prem hai tab se, yeh dharti yeh ambar jab se 
yeh dharti yeh ambar jab se
sadiyo puraana saara jamaana, sadiyo puraana saara jamaana 
saare jamaane se bhi puraana, prem hamaara puchh le sabse 
prem hamaara puchh le sabse, tera mera prem hai tab se
tera mera prem hai tab se, yeh dharti yeh ambar jab se 
yeh dharti yeh ambar jab se
ham do panchhi mast havaaye, ham do panchhi mast havaaye
chal pinjara le ke udd jaaye, dur kahi jaa baithe sabse 
dur kahi jaa baithe sabse, tera mera prem hai tab se
tera mera prem hai tab se, yeh dharti yeh ambar jab se 
yeh dharti yeh ambar jab se, tera mera prem hai tab se
tera mera prem hai tab se, tera mera prem hai tab se

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Alka Yagnik, Nalin Dev