Roman script
ye suni si rahe hai chahat ki bahe mhakati ye kaliya mohabbat ki galiya ye phulo ke raste hai tere liye ye gul ye guldaste hain tere liye aaja, aaja, aaja tera mera mera tera sapna hai jo bhi yaha hai apna hai tera mera mera tera sapna hai jo bhi yaha hai apna hai sawrag se bhi sundar hai ye sansar is ghar ka naam rakhege pyar is ghar ka naam rakhege pyar tera mera mera tera sapna hai jo bhi yaha hai apna hai tera mera mera tera sapna hai jo bhi yaha hai apna hai sawrag se bhi sundar hai ye sansar is ghar ka naam rakhege pyar is ghar ka naam rakhege pyar hum teri baho me umar bitayege hum teri palko me khawab sajayege hum teri baho me umar bitayege hum teri palko me khawab sajayege ruthege na hum kabhi aa kasme kha le abhi ruthege na hum kabhi aa kasme kha le abhi ab na karege hum tujh se takrar is ghar ka naam rakhege pyar is ghar ka naam rakhege pyar ek diwana hai ek diwani hai sabse juda apni perm kahani hai ek diwana hai ek diwani hai sabse juda apni perm kahani hai din ho chahe rat ho hum dono ka sath ho din ho chahe rat ho hum dono ka sath ho yu hi karege hum tera didar is ghar ka naam rakhege pyar is ghar ka naam rakhege pyar ab to kahi tere bina hum rah nahi paye dil tujhko chahe kitna kaise batalaye ab to kahi tere bina hum rah nahi paye dil tujhko chahe kitna kaise batalaye hai tere dam se har khushi meri bin tere kya hai zindagi meri tere liye hum lege zanam so bar is ghar ka naam rakhege pyar is ghar ka naam rakhege pyar tera mera mera tera sapna hai jo bhi yaha hai apna hai tera mera mera tera sapna hai jo bhi yaha hai apna hai sawrag se bhi sundar hai ye sansar is ghar ka naam rakhege pyar is ghar ka naam rakhege pyar
Song details
- Singer: Sadhana Sargam
- Singer: Udit Narayan
- Film / album: Deedar (1992)
- Composer: Anand Milind
- Lyricist: Sameer
- Actor: Akshay Kumar
- Actor: Karisma Kapoor
- Actor: Rajeev Varma
- Actor: Tanuja
- Actor: Anupam Kher
- Actor: Laxmikant Berde
- Actor: Dan Dhanoa
- Actor: Anjana Mumtaz
- Actor: Jagdish Raj
- Actor: Gavin Packard
- Actor: Priya Arun
- Actor: Ajit Vachchani
- Actor: Rajesh Puri
- Actor: Seema Deo
- Actor: Viju Khote
- Actor: Dinesh Hingoo
- Actor: Asha Singh
- Actor: Salim Khan
- Actor: Raj Premi
- Actor: Rubina
- Actor: Shabana
- Actor: Sonia Chatterjee
- Actor: Bob Christo
- Actor: Jack Gaud
- Actor: Gagan Gupta
Song video
singer: Sadhana Sargam, Udit Narayan
actor: Akshay Kumar, Karishma Kapoor