Roman script

mai yu milu tujhe tera libas ban jau 

mai yu milu tujhe tera libas ban jau 

tujhe bana ke samundar mai pyas ban jau

tujhe bana ke samundar mai pyas ban jau

mai yu milu tujhe tera libas ban jau 

tujhe bana ke samundar mai pyas ban jau

tujhe bana ke samundar mai pyas ban jau

apne pahlu mein hame aaj bikhar jane do 

dil ki gaharaiyo tak hamko utar jane do 

aise aalam mein aa raha hai sirf ye hi najar 

ishk tufan meri jaan aur tum ho lahar 

ishk sahil hai mera mai to roj takarau

tujhe bana ke samundar mai pyas ban jau

tujhe bana ke samundar mai pyas ban jau

dil to chahat ke motiyo ki bas talash mein hai 

aisa lagta hai samundar bhi mere paas mein ha

is samundar ko meri jaan aaj pi lo tum 

jaise ji chahe meri jaan aaj ji lo tum 

tujhe chhupa lu kahi ya main tujhme chhup jau

tujhe chhupa lu kahi ya main tujhme chhup jau

tujhe bana ke samundar mai pyas ban jau

tujhe bana ke samundar mai pyas ban jau

tujhe bana ke samundar mai pyas ban jau

tujhe bana ke samundar mai pyas ban jau

Explore this song