Roman script

tera gora gora gaal

tera gora gora gaal

humko ekdum pasand hai

ho tera honth laal laal

humko ekdum pasand hai

ekdum pasand hai

tumre gora gora gaal

ye lipstick ki laaliyaan

tauba hai tabua hai hoye hoye

ye aankhe chaay ki pyaaliyaan

tauba hai tabua hai aaye haay

hoye tauba, hoye tauba

ye london ka maal, ye london ka maal

humko ekdum pasand hai

ekdum pasand hai

tumre gora gora gaal

hua hai ya nahi hua hai shaadi aap ka

mera shaadi nahi hua, hua tha mere baap ka

hum ekdum kunwara, hum ekdum kunwara

bandal to nahi mara hai, bandal to nahi mara hai

nahi nahi nahi

tumhara dekhbhhal, tumhara dekhbhhal

humko ekdum pasand hai

ekdum pasand hai

tumre gora gora gaal

jara humse dur rahiye ji

ye dil paraya maal hai

ye dil paraya maal hai

aisa na kaho mem sahab humara bura haal hai

ji humra bura haal hai

tumhra bura haal, tumhara bura haal

humko ekdum pasand hai

ekdum pasand hai

tumre gora gora gaal

teri nazar to mere gore mukhade par nisaar hai

lekin pati humara kahta hai hum ekdum gawaar hai

hum ekdum gawaar hai

munna gadha hai are bevakuf hai

kahan hai khabar lun us mahnus bemaan ki

bhala gadha kya jaane kadr ya kuraan ki

tumhara ye bayaan, tumhara ye bayaan

humko ekdum pasand hai, ekdum pasand hai

tumhara intkaal, tumhara intkaal

humko ekdum pasand hai

ekdum pasand hai

tumre gora gora gaal

tera gora gora gaal

humko ekdum pasand hai

ha munna, tera honth laal laal

humko ekdum pasand hai

ekdum pasand hai

tumre gora gora gaal

Explore this song