Roman script

tera ghonsala bikhra re panchhi

tera ghonsala bikhra re panchhi

tera ghonsala bikhra re panchhi

ab tera kaun basera

tera ghonsala

chun chun ke tinka tinka

chun chun ke tinka tinka

bana basera tha do dina ka

bana basera tha do dina ka

duniya ki nazaro me aake

duniya ki nazaro me aake

?rahi na tera

tera ghonsala bikhra re panchhi

ab tera kaun basera

tera ghonsala

main akeli tu akela

main akeli tu akela

ho dono ke bichhade saajan

ho dono ke bichhade saajan

tu pinjare ki kaid me panchhi

tu pinjare ki kaid me panchhi

gam ki kaid me mera man

ud ja, ud ja

le main tujhko udaati hun

tere bichhade piya milaati hun, milaati hun

par mil ke mere sajan ko

par mil ke mere sajan ko

kehna maare fera

tera ghonsala bikhra re panchhi

ab tera kaun basera

tera ghonsala

Explore this song