Roman script

hu hu la l lla
aa aa
tera dil kahan hai, sab kuch yaha hai
tu bhi jawa ye, rut bhi jawa
hai soya jaha
tera dil kahan hai, sab kuch yaha hai
tu bhi jawa ye, rut bhi jawa
hai soya jaha
tera dil kaha hai 
aankho me aake, aankho me aake 
dil me sama ja, dil me sama ja
aankho me aake, aankho me aake 
dil me sama ja, dil me sama ja
rangi sama hai chup aasma hai
tu bhi jawa, ye rut bhi jawa
hai soya jaha
tera dil kaha hai

Song details

Song video

Watch on YouTube