Roman script

tera chehara khuda ne noor se paida kiya

sitaro ko phalak se tod ke bikhra diya

tera chehara khuda ne noor se paida kiya

tera chehara khuda ne noor se paida kiya

taro taza banawat hai,mohabbat ki likhawat hai

teri jo muskurahat hai nazakat mein shrarat hai

teri masumiyat ne chand ko sharma diya

tera chehara khuda ne noor se paida kiya

tera chehara khuda ne noor se paida kiya

teri zulfon ki ye khushbu har ek lamha kare jaadu

yaha hai tu, waha hai tu jaha dekhun, hai tu hi tu

fizaon ne tumhare jism ko bosa diya

tera chehara khuda ne noor se paida kiya

tera chehara khuda ne noor se paida kiya

na re ne na ne

Explore this song