Roman script
jara jara close tu aake mera chain chura le choori-choori sabse chupa ke kahin door le ja re jara jara close tu aake mera chain chura le choori-choori sabse chupa ke kahin door le ja re kya kahun kya haal mera ho gaya dil yaar tera, ek baar toh aake mil (toh aake mil, toh aake mil) tera bimar mera dil mera jeena hua mushkil karun kya haaye.. tera bimar mera dil mera jeena hua mushkil karun kya haaye.. jaane dono tujhko aab jo aa hi gaye ho aa ke mujhse meri neendein chura hi gaye ho kabse tera, haan tera intezaar kiya pyashi meri nigaahein tujhko paas bulaaye paas bulake tere saanson mein khoo jaaye tu hai mera, ye maine jaan liya kya kahun kya haal mera ho gaya dil yaar tera, ek baar toh aake mil (toh aake mil, toh aake mil) tera bimar mera dil mera jeena hua mushkil karun kya haaye.. tera bimar mera dil mera jeena hua mushkil karun kya haaye.. tera ho jaunga, tujhme khoo jaunga khoo ke main toh yaar tujhme reh jaunga maine kiya, haan ye ikraar kiya dil tujhi pe aaya mera, tuhi toh saaya mera saaya mera banke kyun sukoon churaya mera tuhi bata kyun aise bekaraar kiya? kya kahun kya haal mera ho gaya dil yaar tera, ek baar toh aake mil (toh aake mil, toh aake mil) tera bimar mera dil mera jeena hua mushkil karun kya haaye.. tera bimar mera dil mera jeena hua mushkil karun kya haaye..
Song details
- Singer: Asees Kaur
- Singer: Jubin Nautiyal
- Film / album: Pagalpanti (2019)
- Composer: Tanishk Bagchi, Laxmikant Pyarelal
- Lyricist: Shabbir Ahmed
- Lyricist: Tanishk Bagchi
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actor: Anil Kapoor
- Actor: Arshad Warsi
- Actor: Ileana D'Cruz
- Actor: John Abraham
- Actor: Kriti Kharbanda
- Actor: Pulkit Samrat
- Actor: Saurabh Shukla
- Actor: Urvashi Rautela
singer: Asees Kaur, Jubin Nautiyal
actor: John Abraham, Arshad Warsi, Urvashi Rautela, Kriti Kharbanda
lyricist: Shabbir Ahmed, Tanishk Bagchi, Anand Bakshi