Roman script

tera bhi ye haal hua, mera bhi ye haal hua

do din ko hum bichhde to, ek ek pal ek saal hua

aisi bhul kabhi yaar na hum karte

jo hum aisa jante to pyar na hum karte

ha ji ha, na ji na na na

na ji na na na, ha ji ha 

tera bhi ye haal hua, mera bhi ye haal hua

do din ko hum bichhde to, ek ek pal ek saal hua

aisi bhul kabhi yaar na hum karte

jo hum aisa jante to pyar na hum karte

ha ji ha, na ji na na na

na ji na na na, ha ji ha 

hum samjhe the ki, pyar bada aasan hai 

dil ke hatho mushkil me ab ye jaan hai 

hum samjhe the ki, pyar bada aasan hai 

dil ke hatho mushkil me ab ye jaan hai 

phul nahi ye tauba, tir kamaan hai

is dariya ke sahil pe tufan hai 

aag ka ye dariya paar na hum karte

jo hum aisa jante to pyar na hum karte

ha ji ha, na ji na na na

na ji na na na, ha ji ha 

ab kya ho sakta hai 

ke pyar ho gaya vapas jane ka rashta 

hi kho gaya ab kya ho sakta hai 

ke pyar ho gaya vapas jane ka rashta 

hi kho gaya jan rahi bas baki

ye dil to gaya sari rat jage hum 

chand bhi so gaya ha ye mohabbat ka

ikarar na hum karte jo hum aisa jante to 

pyar na hum karte ha ji ha na ji na

na na na ji na na ha ji ha

tera bhi ye haal hua, mera bhi ye haal hua

do din ko hum bichhde to, ek ek pal ek saal hua

aisi bhul kabhi yaar na hum karte

jo hum aisa jante to pyar na hum karte

ha ji ha, na ji na na na

na ji na na na, ha ji ha

Explore this song