Roman script

teer chala ke zalim jaana na ho zalim jaana na 

teer chala ke zalim jaana na

aise khayal dil me laana na, laana na ho na laana na 

ho zalim jaana na teer chala ke zalim jaana na

chand sitare jhum rahe hain, chand sitare jhum rahe hain 

raat ka daman chum rahe hain, raat ka daman chum rahe hain

pyaar ki nagari kahti hai, pyaar ki nagari kahti hai 

is mehfil se jaana na

teer chala ke zalim jaana na ho zalim jaana na

aise khayal dil me laana na, laana na ho na laana na 

ho zalim jaana na teer chala ke zalim jaana na

julfen janjeer teri, dil me tasveer teri 

itana na paao zalim, itana na paao zalim

tu hai takdeer meri, tu hai takdeer meri 

dar pe kisi ke jaana na ho jaana na

teer chala ke zalim jaana na ho zalim jaana na

aise khayal dil me laana na, laana na ho na laana na 

ho zalim jaana na teer chala ke zalim jaana na

phul takegi raat haan gulabi

phul takegi raat haan gulabi

ho jaye duniya na sharabi, ho jaye duniya na sharabi 

tujhko kasam hai meri wafa ki 

tujhko kasam hai meri wafa ki 

dil pe ho mar jana na 

teer chala ke zalim jaana na ho zalim jaana na

aise khayal dil me laana na, laana na ho na laana na 

ho zalim jaana na teer chala ke zalim jaana na

Explore this song