Roman script

hum wo deewaane hain

hum wo deewaane hain jo taza hawa lete hain

khidkiyaan khol ke mausam ka maza lete hain

khidkiyaan khol ke mausam ka maza lete hain

khidkiyaan khol ke mausam ka maza lete hain

hum wo deewaane hain

aisa lagta hai unhe ishq hua hai hamse

aisa lagta hai unhe ishq hua hai hamse

aisa lagta hai unhe ishq hua hai hamse

saamna hote hi

saamna hote hi nazaro ko jhuka lete hain

saamna hote hi nazaro ko jhuka lete hain

khidkiyaan khol ke mausam ka maza lete hain

khidkiyaan khol ke mausam ka maza lete hain

khidkiyaan khol ke mausam ka maza lete hain

hum wo deewaane hain, samjhe

pine waala hi nahi koi hamaare jaisa

pine waala hi nahi koi hamaare jaisa 

pine waala hi nahi koi hamaare jaisa

hum jahaan jaate hain

hum jahaan jaate hain maiykhaana bana lete hain

hum jahaan jaate hain maiykhaana bana lete hain

khidkiyaan khol ke mausam ka maza lete hain

khidkiyaan khol ke mausam ka maza lete hain

khidkiyaan khol ke mausam ka maza lete hain

hum woh deewaane hain

hamko us waqt nazar tajmahal aata hai

sach bata ai meri bholi bhali, too hai kis des ki rehanewaali

tera chaukas maraathi badan hai, raajputi tera baankpan hai

julf bangaal ki kaali kaali, naagan aassam ki tujhame paayi

dekhane ki ada hai bihaari, orissa ia hai tujhme khumaari

aandhra ke namak main dhali hai, aur kashmir ki tu kali hai

lucknow jaisi hai tujhme nazaakat, madhya pardesh ki hai sharaarat

saadagi tujhme madraas ki hai, khushabu mysore ki sandali hai

bholaapan tujhme gujraat ka hai, kerala ka tu roshan diya hai

tune paayi hai goa ki masti, tujhme punjab ki tandrusti

dil ki dilli teri raajdhani, dil ki dilli teri raajdhani

saari duniya teri hai deewaani, saari duniya teri hai deewaani 

saari duniya teri hai deewaani 

hamako us waqt nazjar tajmahal aata hai

hamako us waqt nazar tajmahal aata hai

jab woh angdaayi ko

jab woh angdaayi ko, haat apne utha lete hain

jab woh angdaayi ko, haat apne utha lete hain

khidkiyaan khol ke mausam ka maza lete hain

khidkiyaan khol ke mausam ka maza lete hain

khidkiyaan khol ke mausam ka maza lete hain

hum woh deewaane hain jo tajz hawa lete hain

hum woh deewaane hain jo taza hawa lete hain

khidkiyaan khol ke mausam ka maza lete hain

khidkiyaan khol ke mausam ka maza lete hain

khidkiyaan khol ke mausam ka maza lete hain

hum woh deewaane hain

Explore this song