Roman script

ho frontier pe tere aaya hai javan
durbin se taake vo apna nishan 
ho frontier pe tere aaya hai javan
durbin se taake vo apna nishan 
o tayyab tell me tell me how how
o tayyab tell me tell me how how
ladki teri tajmahal si hum kare wah wah
ladki teri tajmahal si hum kare wah wah
kyun hone na de banne na de salma ko dulhan
tayyab ali pyar ka dushman haye haye
mere yaar ka dushman haye haye haye haye 
tayyab ali pyar ka dushman haye haye
mere yaar ka dushman haye haye haye haye 
ladka or ladki raaji fir bhi na maane kaazi
ye jid na chhod e ye dil ko tode
kyun hone na de banne na de salma ko dulhan
tayyab ali pyar ka dushman haye haye
mere yaar ka dushman haye haye haye haye 
tayyab ali pyar ka dushman haye haye
mere yaar ka dushman haye haye haye haye 
purana chaaval tu, nayi biryani hum 
middle me kaise dekho murgi fadfadati hai
tera to ho gaya, hamse kyu jalta hai
hamko malum teri fiat kaha jati hai
kisi ko pata chala to b o w bow bow
kisi ko pata chala to b o w bow bow
kisi ko pata chala to b o w bow bow
kyu hone na de banne na de salma ko dulhan
tayyab ali pyar ka dushman hay hay
mere yaar ka dushman hay hay hay hay 
tayyab ali pyar ka dushman hay hay
mere yaar ka dushman hay hay hay hay 
hay nigahe tadpaye hai armaa bhadkaye
beautiful baby teri apne parlour aane de
javani dekho fly hai kab se hum to try
family room me do couple ko tu jaane de
dilo ko mila de ab to n o w now now
dilo ko mila de ab to n o w now now
dilo ko mila de ab to n o w now now
kyu hone na de banne na de salma ko dulhan
tayyab ali pyar ka dushman hay hay
mere yaar ka dushman hay hay hay hay 
tayyab ali pyar ka dushman hay hay
mere yaar ka dushman hay hay hay hay

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Sonakshi Sinha, Imran Khan