Roman script

baja berukhi hai ye sarkar ki

baja berukhi hai ye sarkar ki

ke mai chiz hu ek bazar ki

tawaif kaha kisi ke sath mohabbat karti hai

magar jab karti hai

magar jab karti hai to haye kayamat karti hai

magar jad karti hai to haye kayamat karti hai

gustakhi maf mere lab par aaya hai nam shrifo ka

kahte hai jisko log wafa wo to hai kam sarifo ka

tawaif kaha kisi ke sath sharafat karti hai

tawaif kaha kisi ke sath sharafat karti hai

magar jad karti hai to haye kayamat karti hai

tawaif kaha kisi ke sath mohabbat karti hai

kuch or nahi me kar sakti bas ruth ke me reh jaati hu

jab log mujhe thukrat hai tab tut ke me reh jaati hu

tawaif kaha kisi se kabhi shikayat karti hai

magar jab karti hai to haye hayamat karti hai

tawaif kaha kisi ke sath mohabbat karti hai

mai laz sharam ke parde se fir bahar kabhi na aaungi

bas ek ishara tum kar do

bas ek ishara tum kar do mai ghunghat me chup jaungi

tawaif kaha tawayaf se bagawat karti hai

tawaif kaha tawayaf se bagawat karti hai

magar jab karti hai

magar jab karti hai to haye kayamat karti hai

tawaif kaha kisi ke sath mohabbat karti hai

Explore this song