Roman script

unse mile us din jab lift fansi 

meri aankho mein aansu the unke hontho pe hasi

mach gaya shor dil dil mein 

mach gaya shor mujhe ? kahan unko chor 

phir halla hua charo aur 

koi bola ladki 14 no.wali hain 

koi bola ladki ki to gaadi kali hain 

haye tauba tauba bura hain zamana 

chhodo tuum chakkar mein na aana 

tauba tauba bura hain zamana 

chhodo tuum chakkar mein na aana 

jahan dekhe do premi kasne lage vo tana 

chhodo tuum chakkar mein na aana 

tauba tauba bura hain zamana 

chhodo tuum chakkar mein na aana 

chori chori mile hum dono kahi 

phir hum disco gaye aur nache wahi 

kadam mile anjane mein hoth sile 

shuru huye pyare silsile 

do dil milke khile 

koi bola ladki bholi bhaali hain 

koi bola ladki ki har baat nirali nahi

haye tauba tauba bura hain zamana 

chhodo tuum chakkar mein na aana 

tauba tauba bura hain zamana 

chhodo tuum chakkar mein na aana 

jahan dekhe do premi kasne lage vo tana 

chhodo tuum chakkar mein na aana 

tauba tauba bura hain zamana 

chhodo tuum chakkar mein na aana 

tauba tauba bura hain zamana 

chhodo tuum chakkar mein na aana 

tauba tauba bura hain zamana 

chhodo tuum chakkar mein na aana 

jahan dekhe do premi kasne lage vo tana 

chhodo tuum chakkar mein na aana 

tauba tauba bura hain zamana 

chhodo tuum chakkar mein na aana

Explore this song