Roman script

kaise samjhau tujhe kya hai mera yaar hasi

maine dekha hai jise tune dekha hi nahi

gulabi gore gaal, adaye bemisal

khuda ka hai kamaal

tauba meri tauba, tauba meri tauba

tauba meri tauba, tauba meri tauba

gulabi gore gaal, adaye bemisal

khuda ka hai kamaal

tauba meri tauba, tauba meri tauba

hawao jaisi chaal ghatao jaise baal

bichhaye kaise jaal

tauba meri tauba, tauba meri tauba

gulabi gore gaal, adaye bemisal

khuda ka hai kamaal

tauba meri tauba, tauba meri tauba

jane kahan se aaye wo chalke

jane kahan se aaye wo chalke

kahan chhup jaye meri duniya badal ke

duniya badal ke o

main bheju subah sham ye saanso ek payam

na janu uska naam

tauba meri tauba, tauba meri tauba

tauba meri tauba, tauba meri tauba

sare badan me kirno ki laali

haye sare badan me kirno ki laali

khushbu udaye jaise phulo ki daali

phulo ki daali ho

jawani kohinur aankhe nashe me chur

lage wo koi hur

tauba meri tauba, tauba meri tauba

gulabi gore gaal, adaye bemisal

khuda ka hai kamaal

tauba meri tauba, tauba meri tauba

tauba meri tauba, tauba meri tauba

tauba meri tauba, tauba meri tauba

Explore this song