Roman script

ha tauba ye adaye dekhe se khumar aaye

are gora tan aisa dilwalo ko pyar aaye

na yu dekho jaan-e-jaana lipat jaayega koi deewana

tauba ye adaye dekhe se khumar aaye

are gora tan aisa dilwaalo ko pyar aaye

na yu dekho jaan-e-jaana lipat jayega koi deewana

ye rangeen badan dekho sitam dhaye na kahi

are dil dadke mera lehron me lehrake dolo nahi

ye rangeen badan dekho sitam dhaye na kahi

are dil dhadke mera lehron me lehrake dolo nahi

darta hu main shola hai tu aag paani mein lag jaye na

tauba ye adaye dekhe se khumar aaye

are gora tan aisa dilwalo ko pyar aaye

na yu dekho jaan-e-jaana lipat jayega koi deewana

ye socho jara koi tera chume hai kadam

haye jid na karo jine do auron ko bhi ai sanam

ye socho jara koi tera chume hai kadam

haye jid na karo jine do auron ko bhi ai sanam

chhukar tujhe meri tarah saat mausam bhi ruk jaaye na

tauba ye adaaye dekhe se khumar aaye

are gora tan aisa dilwalo ko pyar aaye

na yu dekho jaan-e-jaana lipat jayega koi deewana

hai tan man mera ulajha huwa julfon mein teri

are sun wo bewafa baaho mein le le ye bahe meri

hai tan man mera ulajha huwa julfon mein teri

are sun wo bewafa baho mein le le ye bahe meri

aa aa bhi ja warana kahi dubkar koi reh jaye na haye

tauba ye adaye dekhe se khumar aaye

are gora tan aisa dilwalo ko pyar aaye

na yu dekho jaan-e-jaana lipat jayega koi deewana

tauba ye adaye dekhe se khumar aaye

are gora tan aisa dilwalo ko pyar aaye

na yu dekho jaan-e-jaana lipat jayega koi deewana

Explore this song