Roman script

tauba tauba meri tauba ek to ye bharpur jawani 

uspar ye tanhayi meri tauba haye haye tauba meri tauba

ek to ye bharpur jawani uspar ye tanhayi

meri tauba haye haye tauba rat ka daman lakh sitare

apne sathi dard bechare na koi ahat na ki halchal

na koi ahat na ki halchal 

fiki ghadiya suna har pal suna har pal 

karwat karwat karwat jaise maine sabri raat bitayi

meri tauba haye haye tauba meri tauba

ek to ye bharpur jawani uspar ye tanhayi

meri tauba haye haye tauba

dil tadap kar daro diwar se fariyad kare

dil tadap kar daro diwar se fariyad kare

koi aaye mere pahlu ko bhi abad kare

koi aaye mere pahlu ko bhi abad kare

ek bhi mare mohabbat ka masiha bankar

ek bhi mare mohabbat ka masiha bankar

mujhko tanhayi ki is kaid se azad kare

mujhko tanhayi ki is kaid se azad kare

o yaar mere dildaar mere o yaar mere dildaar mere

humraj mere dum saj mere aaja aaja aaja aaja

ho aaja aaja aaja aaja tak tak tak tak teri baat jalima

ankh mri pathrayi meri tauba haye haye tauba meri tauba

ek to ye bharpur jawani uspar ye tanhayi

meri tauba mar gayi tauba tauba

kash ke manwa mera balak hota

kash ke manwa mera balak hota

ise deke khilona bahla leti ise godi me pane bitha leti

ise sine se apne laga leti kash ke manwa mera balak hota

par ye pagla aisa chanchal par ye pagla to aisa chanchal

mange hath piya ka mange hath piya ka

ye kya jane barso gujre chuta sath piya ka

chuta sath piya ka na aane ki are na aane ki

us bairi ne aisi sogandh khai

meri tauba haye haye tauba meri tauba

ek to ye bharpur jawani uspar ye tanhayi

meri tauba mar gayi tauba tauba

tauba tauba tauba tauba mar gayi tauba

Explore this song