Roman script

tauba-tauba kya hoga, hona hai jo woh hoga, hota hai jo ho jaane do 

aane wala aayega, jaane wala jaayega, tum na maano to jaane do

jaane kiski baat karu main jaane kiska naam lu 

thodi der ruko main dhak-dhak karte dil ko thaam lu

dhak-dhak dhak-dhak dhak-dhak

mera dil hai diwana, diwano ka diwana, diwane ko samjhane do 

aane wala aayega, jaane wala jaayega, tum na maano to jaane do

main bebas hu tere bas me mujhko ye ikraar hain 

par ye bulbul kab ud jaaye koi aitbaar hain 

ik hava ka main jhonka de jaaungi main dhokha aisa mauqa to aane do 

aane wala aayega, jaane wala jaayega, tum na maano to jaane do

tumne socha hoga main aurat hu main kamzor hu

main ghar me kuch aur hu bahar main kuch aur hu 

main hasina tum daaku main shisha tum patthar shisha patthar takrane do 

aane wala aayega, jaane wala jaayega, tum na maano to jaane do

tauba-tauba kya hoga, hona hai jo woh hoga, hota hai jo ho jaane do 

aane wala aayega, jaane wala jaayega, tum na maano to jaane do

Explore this song