Roman script

tasveer bhi dekhi thi aur inko bhi dekha hai 
tasveer ajab sah thi aur ye bhi chij kya hai 

mauka bhi hai fijaye bhi ye parvti hawaye bhi 

aur sath mein ho ye ae dil aur sath mein ho 
ye ae dil kya aur magata hai 
tasveer bhi dekhi thi aur inko bhi dekha hai 
tasveer ajab sah thi aur ye bhi chij kya hai 
tasveer bhi dekhi thi aur inko bhi dekha hai 
kyo itni mastiya bhar li aankho mein kisi ne apni

wo najare jhuki rahti hai wo najare jhuki rahti hai
jinka ke bol bala hai 
tasveer bhi dekhi thi aur inko bhi dekha hai 
tasveer ajab sah thi aur ye bhi chij kya hai 
tasveer bhi dekhi thi aur inko bhi dekha hai 
aise mein jo chup hai yu ham samjh gaye hai kyu

jhulfo ne jhuk ke kano mein jhulfo ne jhuk ke kano mein
kuch inse kah diya hai 
tasveer bhi dekhi thi aur inko bhi dekha hai 
tasveer ajab sah thi aur ye bhi chij kya hai 
tasveer bhi dekhi thi aur inko bhi dekha hai

Song details

Song video

Watch on YouTube