Roman script

tarsati hai tadpati hai, divana sa kar jati hai

ho yaado se keh do yaad kyun aati hai, yaad kyun aati hai 

yaad kyun aati hai, yaad kyun aati hai 

tarsati hai tadpati hai, divana sa kar jaati hai

ho yaado se keh do yaad kyun aati hai, yaad kyun aati hai 

yaad kyun aati hai, yaad kyun aati hai 

bita sukh bhi dukh lagata hai jab yade aati hai 

bita sukh bhi dukh lagata hai jab yade aati hai

bhuli bisari apani saari baate dohrati hai

aaj bhi meri sanso ko teri julfe mahekeati hai

lehrati hai behlati hai, divaana sa kar jati hai

ho yaado se keh do yaad kyun aati hai yaad kyun aati hai

yaad kyun aati hai, yaad kyun aati hai

woh galiya, woh ghar, woh manjar yaado me aate hain

haa woh galiya, woh ghar, woh manjar, yaado me aate hain

yeh aansu, yeh darde dil yaado ki saugate hain

dur hai tu najro se par mere samane muskati hai

sharmati hai ghabrati hai, divana sa kar jati hai

ha yado se keh do yaad kyun aati hai, yaad kyun aati hai 

yaad kyun aati hai, yaad kyun aati hai

tarsati hai tadpati hai, divana sa kar jati hai

ho yaado se keh do yaad kyun aati hai, yaad kyun aati hai 

yaad kyun aati hai, yaad kyun aati hai

Explore this song