Roman script

taaro ki paalki mein aayi jawani ho aayi jawani 

aayi jawani hui duniya deewani

aayi jawani hui duniya deewani

duniya deewani ho duniya deewani 

taaro ki paalki mein aayi jawani ho aayi jawani 

aankho mein kajal bharke kajal bharke

julfo mein baadal bharke baadal bharke

masti mein khoi khoi kahde jara bhi koi 

masti mein khoi khoi kahde jara bhi koi kimat le angdaai

aayi jawani hui duniya deewani

aayi jawani hui duniya deewani

duniya deewani ho duniya deewani 

taaro ki paalki mein aayi jawani ho aayi jawani 

phulo ne daaman chuma daaman chuma

hontho ke nagme gaayi kaisi kayamat aayi 

hontho ke nagme gaayi kaisi kayamat aayi 

dil mein baji sahnai

aayi jawani hui duniya deewani

aayi jawani hui duniya deewani

duniya deewani ho duniya deewani 

taaro ki paalki mein aayi jawani ho aayi jawani

Explore this song