Roman script

nayi nayi baat hain, naya naya geet hain 

puri hui aarju. man ka mila meet hain 

mile aaj hamsafar, kal ki hain kya khabar 

mile aaj hamsafar, kal ki hain kya khabar 

palke jhuka ke kah de, man me kya baat hain

taaro bhari raat hain, ghunghat me chand hain 

ankhiya mila ke kah de, man me kya baat hain

taaro bhari raat hain

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Helen, Ranjan

lyricist: Raja Mehdi Ali Khan, Aziz Kashmiri