Roman script

tarasha tarasha badan ye kayamat 

tarasha tarasha badan ye kayamat 

hai har ang tera khuda ki nayamat 

tarasha tarasha badan ye kayamat 

tarasha tarasha badan ye kayamat 

hai har ang tera khuda ki nayamat 

ye mere liye hai ha mere liye 

tu sar se kadam tak hai meri amanat 

tarasha tarasha badan ye kayamat 

tarasha tarasha badan ye kayamat 

ye komal se panv me payal ki chan chan 

ye patali kamar me kamar band ki khan khan 

ye komal se panv me payal ki chan chan 

ye patali kamar me kamar band ki khan khan 

tu duniya se bachna najar lag na jaye 

duniya se bachna najar lag na jaye 

mai karta hu sajda rahe tu salamat 

mai karta hu sajda rahe tu salamat 

tarasha tarasha badan ye kayamat 

tarasha tarasha badan ye kayamat 

sanso ki garmi se hontho ki tapan 

machalati jawani ki madhosh dhadkan 

sanso ki garmi se hontho ki tapan 

machalati jawani ki madhosh dhadkan 

yu najdikiyo me bhi hai bekrari 

najdikiyo me bhi hai bekrari 

husno jism me hai uf kya najakat 

husno jism me hai uf kya najakat 

tarasha tarasha badan ye kayamat 

hai har ang tera khuda ki nayamat 

ye mere liye hai ha mere liye 

tu sar se kadam tak hai meri amanat 

tarasha tarasha badan ye kayamat 

hai har ang tera khuda ki nayamat 

tarasha tarasha badan ye kayamat

Explore this song