Roman script

dil mera deewana pyar ka 

dil tera deewana pyar ka

takdir se hum tum mile lo shuru ho gaya 

afsana pyar ka, afsana pyar ka

dil mera deewana pyar ka 

dil tera deewana pyar ka

takdir se hum tum mile lo shuru ho gaya 

afsana pyar ka, afsana pyar ka

jis din se tujhe dekha yaha ye dil tha bekrar 

aaya magar hotho pe to afsana ye pehli bar 

har pal dil ko mere yaha shayad tha intzar 

pehle khule teri zuba tu khud sunaye yaha

afsana pyar ka, afsana pyar ka

dil mera deewana pyar ka 

dil tera deewana pyar ka

takdir se hum tum mile lo shuru ho gaya 

afsana pyar ka, afsana pyar ka

bhule na kabhi bhi humko jaha aisa karenge pyar 

jaisa kabhi pehle kahi kiya kisine na yaar 

mil jaye jab do dil jawa aise kahi ek baar

ye khawab na tute kabhi phir khatm ho na yaha

afsana pyar ka, afsana pyar ka

dil mera deewana pyar ka 

dil tera deewana pyar ka

takdir se hum tum mile lo shuru ho gaya 

afsana pyar ka, afsana pyar ka

afsana pyar ka

Explore this song