Roman script

taqdeer ne hasa ke hame phir rula diya

haye kya kiya haye kya kiya

khushiya hamari chhin li dil ko jala diya

haye kya kiya haye kya kiya

hamko gale ka har diya haye kya kiya

haye kya kiya bedard dil pe war kiya

haye kya kiya haye kya kiya

tumne mohabbato ka ye achha sila diya

haye kya kiya haye kya kiya

takdir ne hasa ke hame phir rula diya

haye kya kiya haye kya kiya

dil ka mere sahara ab dard hai tumhara

dil ka mere sahara ab dard hai tumhara

is ko na chhin lena karna karam khudara

karna karam khudara gum ne masrato ka 

janaja utha diya haye kya kiya

haye kya kiya takdir ne hasa ke

hame phir rula diya haye kya kiya

haye kya kiya

tufan has raha hai kashti ki bekshi par

tufan has raha hai kashti ki bekshi par

sahil bhi kah utha hai kismat ki is hasi par

barbaadiyo ne nakshe mohabbat mita diya

haye kya kiya haye kya kiya

takdir ne hasa ke hame phir rula diya

haye kya kiya haye kya kiya

Explore this song