Roman script

tanhaiya, tanhaiya 

tanhaiya, tanhaiya 

ab humsafar hai tanhaiya

tanhaiya, tanhaiya 

ab humsafar hai tanhaiya

kal zindagi ki ham raah the

ab zindagi kahin aur hai

wo khaab bunne ke lamhe the

ye dard chunne ka daur hai

najdikiyo ke tukde hue

to hisse me aayi hai duriya, duriya

tanhaiya, tanhaiya

ab humsafar hai tanhaiya

wo din jo makhmali the

wo raate jo reshmi thi

khaabo me, khaab the sab

khushiya bhi mausmi thi

wo din jo makhmali the

wo raate jo reshmi thi

khaabo me, khaab the sab

khushiya bhi mausmi thi

mahaul tha kabhi khusnuma

abhi har taraf hai mayusiya, mayusiya

tanhaiya, tanhaiya

ab humsafar hai tanhaiya

jo socha tak nahi tha

wo haasil ho gaya tha

manzar jo tha nazar me

dil usme kho gaya tha

jo socha tak nahi tha

wo haasil ho gaya tha

manzar jo tha nazar me

dil usme kho gaya tha

kal narmiya thi jajbat me

ab dard ki hai chingariya, chingariya

tanhaiya, tanhaiya 

ab humsafar hai tanhaiya

kal zindagi ki ham raah the

ab zindagi kahin aur hai

wo khaab bunne ke lamhe the

ye dard chunne ka daur hai

najdikiyo ke tukde hue

to hisse me aayi hai duriya, duriya

tanhaiya, tanhaiya

ab humsafar hai tanhaiya

Explore this song