Roman script

adhuri kahani meri adhura fasana 
bujhe sare sapne apne jala aashiyana 
hai anjan raho ki ajnabi fijao me 
tanaha tanaha tanaha dil mera 
ho tanaha tanaha tanaha dil mera 
bas yado ki parchaiya 
aur bekhudi me ranjo gam me dubta ye 
tanaha tanaha tanaha dil mera 
ho tanaha tanaha tanaha dil mera 
har taraf hai mayushiya har najar sawali hai 
har taraf hai mayushiya har najar sawali hai 
har ghadi har ek lamha ab khushi se khali hai 
manjilo se dur huye paas mere rah gya 
tanaha tanaha tanaha dil mera 
ho tanaha tanaha tanaha dil mera 
bas yado ki parchaiya 
aur bekhudi me ranjo gam me dubta ye 
tanaha tanaha tanaha dil mera 
ho tanaha tanaha tanaha dil mera 
mana rat ka hai aalam aankhon me andhera hai 
mana rat ka hai aalam aankhon me andhera hai 
agle hi mod pe to ujla savera hai 
soch soch kar isi ko khush ye aaj ho raha 
tanaha tanaha tanaha dil mera 
ho tanaha tanaha tanaha dil mera 
bas yado ki parchaiya 
aur bekhudi me ranjo gam me dubta ye 
tanaha tanaha tanaha dil mera 
ho tanaha tanaha tanaha dil mera

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Shreya Ghoshal, Kailash Kher