Roman script

aankho me sapne liye ghar se hum chal to diye

jaane ye raahe ab le jaayegi kaha

mitti ki khushbo aaye palko pe aansu laaye

palko pe reh jaayega yaado ke jaha

manzil nayi hai anjaana hai kaarvaan

chalna akele hai yaha tanha dil tanha safar

dhoondhe tujhe phir kyu nazar 

tanha dil tanha safar dhoondhe tujhe 

phir kyu nazar tanha dil

dilkash nazaare dekhe jhilmil sitaare dekhe

aankho me phir bhi tera chehra hai jawaan

kitni barsaatein aayi kitni saugaatein laayi

kaano me phir bhi goonje teri hi sada

vaade kiye the apna hoga aashiyaan

vaado ka jaane hoga kya

tanha dil tanha safar dhoonde tujhe 

phir kyu nazar tanha dil tanha safar 

dhoonde tujhe phir kyu nazar tanha dil

aankho me sapne liye ghar se hum chal to diye

jaane ye raahe ab le jaayegi kaha

mitti ki khushbo aaye palko pe aansu laaye

palko pe reh jaayega yaado ke jaha

manzil nayi hai anjaana hai kaarvaan

chalna akele hai yaha tanha dil tanha safar

dhoondhe tujhe phir kyu nazar 

tanha dil tanha safar dhoondhe tujhe 

phir kyu nazar tanha dil tanha dil tanha dil

Explore this song