Roman script

tana dhim tana dhim dere na 

gama pa gama ga gama pa gama ga 

sargam ke phulo se vah vah

gito ki bane mala thik hai

tana dim tana dim dere na 

tana dim tana dim dere na 

sangeet bina suni sapno ki madhusala 

gama pa gama ga gama pa gama ga 

sargam ke phulo se gito ki bane mala 

sangeet bina suni sapno ki madhusala 

gama pa gama ga gama pa gama ga 

sargam ke phulo se gito ki bane mala 

arey baap re baap ek bar fir kaho ha ha 

dere na dhim dere na 

da da dere na da da dere na

ek nayia ek tiraiya da da dere na 

da da dere na do naam bade sundar 

ek radha ek kanhaiya 

dono bade pyare dono bade pyare 

ek radha ek kanhaiya 

gama pa gama ga gama pa gama ga 

sargam ke phulo se gito ki bane mala 

acha ab dekhti hu la la la la la la

kal rat ko maine socha socha 

kya du chand ko koi naam 

kal rat ko maine socha du chand ko koi naam 

naam to kitne soche par koi na aaya kam 

fir yaad mujhe aaya fir yaad mujhe aaya 

tere kano ka bala

gama pa gama ga gama pa gama ga 

sargam ke phulo se gito ki bane mala 

aise jiwansathi dunia me hote hai kam

jaise deep or jyoti si or moti tum or hum

tum chaho to geet ke bol badal sakte ho

kaho to dhun badal du

aise jiwansathi dunia me hote hai kam

jaise deep or jyoti si maine kya kahna tha 

maine kya kahna tha maine kya kah dala

Explore this song