Roman script

tam tam chhaaya hai tamas
jam gaya rakt ka ras 
tam tam chhaaya hai tamas
jam gaya rakt ka ras 
najare chura le dhup ko buja le
raatri ke yaatree
tam tam chhaaya hai tamas
jam gaya rakt ka ras 
tam tam chhaaya hai tamas
jam gaya rakt ka ras 
najare chura le dhup ko buja le
raatri ke yaatree
ghumte pahiye pe
ruki si bund gali me hum chale
kharch hui kaise  
bachi si jindagi le ham chale
kaante ghadi ke chubhe hath me
wakt ruka 
wakt ruka ham chale
wakt ki surkhiyon me
jam gaya rakt ka ras 
najare chura le dhup ko buja le
raatri ke yaatree

Song details

Song video

Watch on YouTube