Roman script

dekha tujhe heran huye dil ne dukha keh na sake 
dekha tujhe heran huye dil na dukha keh na sake 
na jane tu bas jane hum jo kuch hua seh na sake 

pyar ke is khel me khud se hi kyu ladte rahe 

na jita koi mere khuda fir kyu bhala hum haar gaye 
dekha tujhe heran huye dil na dukha keh na sake 
na jane tu bas jane hum jo kuch hua seh na sake 
wo subah jo apni thi shaam bhi jo kehti thi 
kitna pyara wo jahan zarra zarra tha mera 
khud se kahunga ab alvida yaadon me kyu teri jiye 
dekha tujhe heran huye dil na dukha keh na sake 
na jane tu bas jane hum jo kuch hua seh na sake

Song details

Song video

Watch on YouTube