Roman script

hriday lagao mil jul 

gaao mangal bela aayi re

angna mein gunje totally 

boli sab mil gaao badhai re

hriday lagao mil jhul gaao 

mangal bela aayi re

angna mein gunje totally 

boli sab mil gaao badhai re

tak taki niharu re

tak taki niharu re

baat taku teri

raasta sawaru re raah dekhu teri

rishta hai mujhse sachcha tera

phir bhi kyu dar jaye man ye mera

nain bichhe raah saji

ab aaja dware par ab na kar deri aaja re

tak taki niharu re

har aahat kaan dharu ab aaye tab aaye

phulo ki har kyari kilkaari se gaaye

janti hoon aayega tu khushiya barsayega tu

phir bhi kyu sehma hai ye sawera

rishta hai mujhse sachcha tera

phir bhi kyun dar jaaye man ye mera

nain bichhe raah saji

suraj ke sang kyu hai raat andheri aaja re

chanda mein chhap teri mujhko dikh jaaye

tera hi sandesh ek hawaa bhi laaye

sab kuch dhula dhula hai aasman khula khula hai

phir bhi kyu ek baadal daal hai tera

rishta hai mujhse sachcha tera

phir bhi kyu dar jaye man ye mera

nain bichhe raah saji

ho tujhse judi hai ab sanse bhi meri aaja re

aa jaa re aa ja re aajaa rehi

Explore this song