Roman script

tak dhina dhin tak dhina dhin 

dhinak dhinak dhin dhin

tak dhina dhin tak dhina dhin 

dhinak dhinak dhin dhin

aaj apni darling ka aaya janamdin  

aaj apni darling ka aaya janamdin

rani bitiya ko koi nazar na lagaye

rani bitiya ko koi nazar na lagaye

allah kare aaj ka din ye bar bar aaye

bar bar aaye hum jaruri dua dene aayenge 

lekin hum jaruri duva dene aayenge lekin

aaj apni darling ka aaya janamdin 

aaj apni rani ka aaya janamdin

tak dhina dhin tak dhina dhin 

dhinak dhinak dhin dhin

tak dhina dhin tak dhina dhin 

dhinak dhinak dhin dhin

aaj apni darling ka aaya janamdin  

aaj apni rani ka aaya janamdin 

apni aisi bitiya ho kya khayal hai

apni aisi bitiya ho kya khayal hai

ye to shadi ke bad ka apna sawal hai

apna sawal hai 

jo ho hi nahi sakta shadi kiye bin

jo ho hi nahi sakta shadi kiye bin 

aaj apni rani ka aaya janamdin 

aaj apni darling ka aaya janamdin 

tujhe sone ya hire ka har chahiye 

tujhe sone ya hire ka har chahiye 

mummy papa ka mujhe to pyar chahiye

raja uncle ko mat bhulna lekin

raja uncle ko mat bhulna lekin 

aaj apni rani ka aaya janamdin hoye 

aaj apni darling ka aaya janamdin

tak dhina dhin tak dhina dhin 

dhinak dhinak dhin dhin

tak dhina dhin tak dhina dhin 

dhinak dhinak dhin dhin

aaj apni darling ka aaya janamdin  

aaj apni darling ka aaya janamdin

Explore this song